D-DAY songs' LYRICS & VIDEOS (2013)
Alvida
- Nikhil D'Souza, Sukhwinder Singh, Shruti Haasan – Watch
Video
Duma
Dum Mast Kalandar - Mika Singh – Watch
Video
Murshid
Khele Holi - Munawwar Masoom & Javed Ali – Watch
Video
Ek
Ghadi - Rekha Bhardwaj – Watch
Video
Dhuaan
- Rahul Ram, Siddharth Mahadevan, Alyssa Mendonsa – Watch
Video
Dhuaan
Lyrics
Singers: Rahul Ram, Siddharth Mahadevan, Alyssa Mendonsa
Music: Shankar, Ehsaan, Loy
Lyrics: Niranjan Iyengar
Cast: Arjun Rampal, Rishi Kapoor, Irrfan Khan, Shruti Haasan, Huma Qureshi
Music: Shankar, Ehsaan, Loy
Lyrics: Niranjan Iyengar
Cast: Arjun Rampal, Rishi Kapoor, Irrfan Khan, Shruti Haasan, Huma Qureshi
Na raha kahin
Yaadon ka karvaan
Bik chuka yunhi
Hone ka har nishaan
Kyun bhooli inhe zameen
Kyun bhoola ye aasmaan
Na jaane ye kho gaye kahaan
Rang khwabon ke jinke khoon se range
Raste naye, junoon se bane
Kyun bhooli inhe zameen
Kyun bhoola ye aasmaan
Na jaane ye kho gaye kahaan
Sitare bhi jinko na de sake panaah
Kahaani ye unki jinhe bhoole do jahaan
Humne kar diya jinhe dhuaan
Maangna nahin bas dena hai jinki zubaan
Loot kar jinhe humne baandha hai ye samaa
Jo bhooli inhein zameen
Jo bhoola ye aasmaan
Na kehlayenge hum insaan
Sitare bhi jinko na de sake panaah
Kahani ye unki jinhein bhoole do jahaan
Humne kar diya jinhein dhuaan (x2)
Kyun humne kar diya unhein dhuaan
Kyun humne kar diya...
Yaadon ka karvaan
Bik chuka yunhi
Hone ka har nishaan
Kyun bhooli inhe zameen
Kyun bhoola ye aasmaan
Na jaane ye kho gaye kahaan
Rang khwabon ke jinke khoon se range
Raste naye, junoon se bane
Kyun bhooli inhe zameen
Kyun bhoola ye aasmaan
Na jaane ye kho gaye kahaan
Sitare bhi jinko na de sake panaah
Kahaani ye unki jinhe bhoole do jahaan
Humne kar diya jinhe dhuaan
Maangna nahin bas dena hai jinki zubaan
Loot kar jinhe humne baandha hai ye samaa
Jo bhooli inhein zameen
Jo bhoola ye aasmaan
Na kehlayenge hum insaan
Sitare bhi jinko na de sake panaah
Kahani ye unki jinhein bhoole do jahaan
Humne kar diya jinhein dhuaan (x2)
Kyun humne kar diya unhein dhuaan
Kyun humne kar diya...
No comments:
Post a Comment