Showing posts with label latest bollywood songs. Show all posts
Showing posts with label latest bollywood songs. Show all posts

Friday, August 9, 2013

Dhuaan Lyrics - D Day Song



D-DAY songs' LYRICS & VIDEOS (2013)

Alvida - Nikhil D'Souza, Sukhwinder Singh, Shruti HaasanWatch Video
Duma Dum Mast Kalandar - Mika SinghWatch Video
Murshid Khele Holi - Munawwar Masoom & Javed AliWatch Video
Ek Ghadi - Rekha BhardwajWatch Video
Dhuaan - Rahul Ram, Siddharth Mahadevan, Alyssa MendonsaWatch Video


Dhuaan Lyrics


Singers: Rahul Ram, Siddharth Mahadevan, Alyssa Mendonsa
Music: Shankar, Ehsaan, Loy
Lyrics: Niranjan Iyengar
Cast: Arjun Rampal, Rishi Kapoor, Irrfan Khan, Shruti Haasan, Huma Qureshi



Na raha kahin
Yaadon ka karvaan
Bik chuka yunhi
Hone ka har nishaan

Kyun bhooli inhe zameen
Kyun bhoola ye aasmaan
Na jaane ye kho gaye kahaan

Rang khwabon ke jinke khoon se range
Raste naye, junoon se bane
Kyun bhooli inhe zameen
Kyun bhoola ye aasmaan
Na jaane ye kho gaye kahaan

Sitare bhi jinko na de sake panaah
Kahaani ye unki jinhe bhoole do jahaan
Humne kar diya jinhe dhuaan

Maangna nahin bas dena hai jinki zubaan
Loot kar jinhe humne baandha hai ye samaa
Jo bhooli inhein zameen
Jo bhoola ye aasmaan
Na kehlayenge hum insaan

Sitare bhi jinko na de sake panaah
Kahani ye unki jinhein bhoole do jahaan
Humne kar diya jinhein dhuaan (x2)

Kyun humne kar diya unhein dhuaan
Kyun humne kar diya...
 

Thursday, August 8, 2013

Bairiya o Bariyan Lyrics from Ramaiya Vastavaiya



Ramaiya Vastavaiya song’s Lyrics and Videos

Jeene Laga Hoon - Atif Aslam, Shreya GhoshalWatch Video
Bairiyan - Atif Aslam, Shreya GhoshalWatch Video
Hip Hop Pummy - Mika SinghWatch Video
Jadoo Ki Jhappi - Mika Singh, Neha Kakkar | Item SongWatch Video
Rang Jo Lagyo - Atif Aslam, Shreya GhoshaWatch Video

Bairiya o Bariyan Lyrics

Singers: Atif Alam, Shreya Ghoshal
Music: Sachin-Jigar
Lyricist: Priya Panchal
Cast: Girish Kumar, Shruti Haasan






Re baandhe, re baandhe, re baandhe
Aise mohe baandhe
Haan mohe baandhe wo nainon ki dor se
Hai yeh pyaar kaisa
Iska raaz hai kya, bol de
Keh bhi de..

Kabhi sakoon, kabhi laage bala hai
Kabhi duaa, kabhi laage hala hai
Nainon se yeh kya ho chala hai
Bariyan o bairiya, mujhe sataa na bairiya
Bariyan o bairiya, mujhe sataa na bairiya

Kaisi yeh peer jo raatein jaage
Taaron ko chhaante re
Kaisi yeh peer jo raatein jaage
Raatein jaage aur taaron ko chhaante re

Palkon ki dibiyon mein rehte
Khwaab hai udne ko kehte
Haathon se chhoota, chhoota chala hai jiya...
Bairiya...
Bairiyan o bairiya mujhe sataa na bairiya

Udne lagi hai khamoshi se
Baaton ki parchiyaan
Udne lagi hai khamoshi se, khamoshi se
Baaton ki parchhiyaan

Hone lagi aadhi aadhi
Aankhon se hi kai baatein
Saansein jalaaye ishq ki sardiyaan
Bairiya...
Bairiyan o bairiya, mujhe sata na bairiya



Bairiya o bairiya, mujhe sata na bairiya
Kabhi duaa kabhi kabhi hala
Bairiya o bairiya... Bairiya...



People also read